Skip to main content

Top Most Iconic Female Character of Humtv Dramas


11 Romaisa  Muhabbat subh ka sitara jo ke recently khatem hua is drama ko ager humtv ke super duper hit dramas me shumar kia jae to galat nahii hoga.is drama ki khas bat Romaisa ka kirdar hai romaisa ke kirdar ne apne masoomiat se logo ke dil jeet khas torpe aesi aorto jo romaisa jese halaat ka shikar hai aor wo khud ka  ak Romaisa me dekhti hogi.

10 Amina Shiakh aik zabardaast funkara jo Pakistan me apni adakari loha manwa chuki hai. Drama serial Maat me unki adakari dekh ker apko aesa mehsus hoga jese ke musannfa ne  yeh kirdar Amina ko dekh ker he takhleeq kia hoga.Aeman aik aesi lerki thi jo hamesha apni bahan khushio ki khatir khud qurban hoti rahi yaha tek uski behen ne jab ghatyapen ki  inteha ker din uske bawajood bhi Aeman ne sabar ka daman nai hath se jane dia jiska sila use akhir me mil gya aik naik seerat bete ki shakal me
9 Syra jo humtv dramas ka mutarif kerda aik behad haseen aor masoom chehra hai syra ne drama serial Mera naseeb se apne acting career ka aagaaz kia drama ko Sameera fazal ne likha jab derasal yeh aik Indian novelnigar ki tasneef se makhooz hao.Naiza ka kirdar Syra ne bakhoobi anjam dia yeh aik aesi lerki ka kirdar tha jo aese susraal me jati hai jaha pe jahalat aor tohamprasti ki beemari me mubtila saas se nazia ka saamna hota hai lakin wo halat ko apne mutabiq kerne aakhir kaar kaamyab ho ja ti hai

8 Ayeza Khan ne ab tek humtv ke lia beshumar telefilms soarp serial kia lakin ab humtv pe sebse ziada mushur hone wala drama serial Kahi An kahi hai . Kahi an kahi me wo aik garib lakin taleem ke jazbe se sershar lerki ka kirdar ada kerti hai mehdood wasail ke bawajood mbbs kerti hai apne dushmano se lerti hai apne baba ki izzat ke lia apne pyar ki qurbani tek dene ko tayar rehti hai aor akhir kar use uski tamam umer me ki hui jiddojhad ka sila mil jata aik pur sakoon zindagi ki soorat me

7 durreshehwaar aik aesa kirdar hai jiski kahani apne andar aik bhet bara sabaq rakhti hai. yeh drama purane zamane ko madde nazar rakh ker direct kia Sanam Baloch ne durreshewar ka kirdaar yun kia jise dekh ker leg he nai raha tha ke koi aajke dor ki actress hai.
6 Sila Dilemuztar drama ki heroine.Sila ke kirdar aik aesi lerki ka gamaz hai jiska dil shafaf moti ki terha saaf hai.jiske dil me itna zarf hai ke wo apne sath bura kerne waale ko bhi maaf ker deti hai aik ameer baap ki beti ho ker bhi wo aik aese insan ke sath guzara kerti hai jieke pas dhang ki job bhi nai hoti na he wafadri jesi cheez jo ke shadi jese silsilay ke lia sebse aham hai Sila jesi betiya misaal hai un tamam lerkio ke lia jo sochti hai ke maa baap ke gher sukh ki aadat per jae to susral me dukh berdasht nai hota

5 Mere qatil mere dildar ki Maham yeh kahani hai aajke dor ki modern lerki ki jo job bhi kerti hai shadi ke bad her maamle me compromise kerti lakin jab baat ati hai moral values ki to wo berdasht nahi ker ti hatta ke use sach bolne pe ruswai milti hai lakin wo himmat nahi haat na sirf apne balke apne sath apne bhabhie per hone wale mazalim ka bhi badla leti hai aajke dor me aesi misaale bhet kum hai.






Popular posts from this blog

Pakistani Celebrities Who Are Supporting Same Sex Marriage

Pakistani Celebrities Who Are Supporting Same Sex Marriage Their are so many showbiz actors who were seen in gay parties in Karachi ,Lahore and Islamabad.unfortunately same sex Marriage spreading like cancer in our society as so many actors are involve in such activities.even their are some showbiz girls too who were having affairs with female make up artists,big director and producers force people to do what they want. in this post i am saying that people who support same sex marriage they must be gay or lesbian in real life its their own verdict to support same sex marriage bill which was passed in USA.In the end i want to say be your self but don't commit any sin by interacting with any male if you want satisfaction . Shehzad Roy's wife Salma Alam is another supporter of same sex marriage .salma was former vj and wife of singer shehzad roy. ayesha fazli support gay marriage by changing her facebook  id's profile picture in  lgbt's rainbow color 

Notable Pakistani Ismaili Muslims

Ayesha Omer also belong to Ismaili sect. Notable Pakistani Ismaili Muslims Notable Pakistani Ismaili Muslims 1) Mohammad Ali Jinnah: Founder and First Governor General of Pakistan, The Father of the Nation Quaid-e-Azam Mohammad Ali Jinnah was born in an Ismaili Family. 2) Sir Sultan Shah, Agha Khan III: One of the founders and the first President of the All India Muslim League, which went on to become the party which helped form Pakistan. Served as the President of League of Nations from 1937-1938. He was also the 48th Imam of the Ismaili Community. 3) Professor Pervez Hoodbhoy: Born in an Ismaili Family, Professor Hoodbhoy is perhaps the best physicist in Pakistan today. He is counted as the second best just behind the first nobel laureate from the Muslim word, Dr. Abdus Salam. He graduated and also received a PhD from MIT and continues to do research in Particle physics. He received the Baker Award for Electronics in 1968. His specialty is nuclear Physics 4) Sa

See Where famous Pakistani Stars Live

There are so many celebrities who left their home town and shift in karachi for work.As we all know Karachi is hub of Showbiz now and all the good work took place here so now every actor from all over the country want to be part of Karachi based drama. Allmost all big heroes of dramas are belongs to Lahore like Ahsan Khan,Fawad Khan,Moamar Rana,Sami Khan,Faisal Qureshi,Agah Ali ,bilal qureshi ,imran bukhari,imran aruj and Fisal Rehman and if we talk about heroine there is we have Saba  Qamar ,juggan kazim,Ayesha Sana they all live in defence lahore becuase this is posh area thats why our celebs choose to live out there. samiya mumtaz,sawera nadeem,sania saed,nadia jameel,farhana maqsood ,farah shah  ,laila zuberi ,sanam chaghdry and so many other girls are actually belongs to lahore . There are some celebs who belongs to Islamabad like Mawra,urwa,Imran Abbas,Dr Farah Hussain ,hamza ali abbas,ali rehman khan and Junaid Khan all of  them have home in Islamabad but they prefer k